Complaint against Kotak Bank
Bal
Lucknow · filed 18d ago
Type
Fraud / Cheating
Place
Lucknow
Published
21 October 2026
Complaint Details
Namaste Shriman Meri shikayat yah hai ki mujhe aaj lagbhag 12:00 baje ke kareeb ek call aata Hai jiska number mein mention kar raha hun [protected] ismein mujhe yah bola ja raha hai ki Sushil Verma ko aap jante Hain maine kaha ki main nahin jaanta hun per unke बार-बार poochhne per Maine yahi kaha ki main inko nahin jaanta hun To hoga kahana tha ki aapane OTP Diya Hai unhone non sensor karaya hai aur aap unko jante hain aap unse meri baat kar rahe the Maine kaha Main jab jaanta hi nahin Hun To Main unse baat kaise karunga is per maine kaha kya aap kaun se bank se baat kar rahe hain unhen bataya Kotak Bank se to maine kaha aap apni ID bataiye aur adress Mera bataiye ki aapko kaise hamara number Mila aur kis vajah Se aap hamare pass call kar rahe hain to bataya Krishna Kumar Lal ko aap jante ho maine kaha nahin jaanta hun unhone kaha Bal Govinda aapka naam humne kaha mera naam Bal Govind Hai FIR vah FIR unka Bhasha badal gaya okha kafi Kadi shabdon mein se baat Kiya aur bolane lagi main bhi aata hun milati hun aur mera dimag mat kharab karo yah Tarika tha unka baat karne ka kripya sangyan mein Lena chahe Maine aise Kisi Ko apna number nahin diya hai na hi koi OTP bataiye bhavishya mein hone wali ghatnaon Se kripya mujhe surakshit rakhen aap logon ki madad karte hain meri bhi madad kijiye Dhanyvad
No comments yet. Be the first to share your experience or advice.
This is a consumer-submitted allegation and has not been independently verified by Legal Connect India Service LLP. If you are the named business and wish to respond or request a review, contact helpdesk@legalconnect.help.
Free legal guides related to this complaint — the law, what you can claim, and the process.
Lone
Shri Swami Samarth finance · Jaipur
Tv box naam ka aap download kiyaa thaa orr fir mobile se app delete nhi ho Raha thaa uss ko factory reset kiyaa toh 11:04 ko account mese 18030 cut gaye
Tv box · Buldhana
Surge charges on order while company is doing good businesses and saying charges for high demand
Blinkit · Jodhpur
Mere account se paisa acchanak khatam ho gya
Froud Account application · Simariya chatra